Skip to main content

Manzoor-e-Khuda Lyrics (मंज़ूर-ए-खुदा) – Thugs of Hindostan | Shreya Ghoshal, Sunidhi Chauhan & Sukhwinder Singh

Manzoor E Khuda Lyrics

Manzoor-e-Khuda Lyrics

Baba lauta de mohey gudiya mori
Angana ka jhoolna bhi
Imli ki daar waali muniya mori
Chandi ka painjna bhi

Ik haath mein chingariyan
Ik haath mein saaz hai
Hansne ki hai aadat humein
Har gham pe bhi naaz hai

Aaj apne tamaashe pe mehfil ko
Karke rahenge fida
Jab talak na karein jism se jaan
Hogi nahi ye juda

Manzoor-e-Khuda
Manzoor-e-Khuda
Anjaam hoga humara jo hai
Manzoor-e-Khuda
Manzoor-e-Khuda (Manzoor-e-Khuda)
Manzoor-e-Khuda (Manzoor-e-Khuda)
Toote sitaaron se raushan hua hai
Noor-e-Khuda

Ho chaar din ki ghulami
Jism ki hai salaami
Rooh toh muddaton se aazaad hai
Ho.. hum nahin hain yahan ke
Rehne wale jahaan ke
Woh sheher aaasman mein aabaad hai

Ho khilte hi ujadna hai
Milte hi bichhadna hai
Apni toh kahaani hai yeh

Kaagaz ke shikaare mein
Dariya se guzarna hai
Aisi zindagaani hai yeh

Zindagani ka humpe jo hai karz
Kar ke rahenge adaa
Jab talak na karein jism se jaan
Hogi nahi ye juda

Manzoor-e-Khuda
Manzoor-e-Khuda
Anjaam hoga humara jo hai
Manzoor-e-Khuda
Manzoor-e-Khuda (Manzoor-e-Khuda)
Manzoor-e-Khuda (Manzoor-e-Khuda)
Toote sitaaron se raushan hua hai
Noor-e-Khuda

Baba lauta de mohey gudiya mori
Angana ka jhoolna bhi
Imli ki daar waali muniya mori
Chandi ka painjna bhi

Amitabh Bachchan Dialogue
Aazaadi hai gunaah
Toh qubool hai sazaa
Ab toh hoga wohi
Jo hai Manzoor-e-Khuda

मंज़ूर-ए-खुदा Hindi Lyrics

बड़ा लौटा दे मोहे गुड़िया मोरी
अंगना का झूलना भी
इमली की डार वाली मुनिया मोरी
चाँदी का पैन्जना भी

इक हाथ में चिंगारियां
इक हाथ में साज़ है
हंसने की है आदत हमें
हर ग़म पे भी नाज़ है

आज अपने तमाशे पे महफ़िल को
करके रहेंगे फ़िदा
जब तलक ना करें जिस्म से जान
होगी नहीं ये जुदा

मंज़ूर-ए-खुदा
मंज़ूर-ए-खुदा
अंजाम होगा हमारा जो है
मंज़ूर-ए-खुदा
मंज़ूर-ए-खुदा (मंज़ूर-ए-खुदा)
मंज़ूर-ए-खुदा (मंज़ूर-ए-खुदा)
टूटे सितारों से रोशन हुआ है
नूर-ए-खुदा

हो चार दिन की गुलामी
जिस्म की है सलामी
रूह तो मुद्दतों से आज़ाद है
हो हम नहीं हैं यहाँ के
रहने वाले जहां के
वो शहरे आसमां में आबाद है

हो खिलते ही उजाड़ना है
मिलते ही बिछड़ना है
अपनी तो कहानी है ये

कागज़ के शिकारे में
दरिया से गुज़ारना है
ऐसी जिंदगानी है ये

जिंदगानी के हमपे जो है क़र्ज़
कर के रहेंगे अदा
जब तलक ना करें जिस्म से जान
होगी नहीं ये जुदा

मंज़ूर-ए-खुदा
मंज़ूर-ए-खुदा
अंजाम होगा हमारा जो है
मंज़ूर-ए-खुदा
मंज़ूर-ए-खुदा (मंज़ूर-ए-खुदा)
मंज़ूर-ए-खुदा (मंज़ूर-ए-खुदा)
टूटे सितारों से रोशन हुआ है
नूर-ए-खुदा

बड़ा लौटा दे मोहे गुड़िया मोरी
अंगना का झूलना भी
इमली की डार वाली मुनिया मोरी
चाँदी का पैन्जना भी

आज़ादी है गुनाह
तो कुबूल है सज़ा
अब तो होगा वोही
जो है मंज़ूर-ए-खुदा


Song Credits:

Song Title: Manzoor-e-Khuda
Singers: Shreya Ghoshal, Sunidhi Chauhan & Sukhwinder Singh
Lyrics: Amitabh Bhattacharya
Music: Ajay-Atul
Music Label: YRF Music

“Manzoor-e-Khuda” lyrics from movie “Thugs Of Hindostan” song sung by Shreya Ghoshal, Sunidhi Chauhan and Sukhwinder Singh and lyrics penned by Amitabh Bhattacharya and music composed by Ajay-Atul. Starring Amitabh Bachchan, Aamir Khan, Katrina Kaif and Fatima Sana Shaikh.



from Lyrics – CosmoLyrics https://ift.tt/2EhZKJs
via IFTTT

Comments

Popular posts from this blog

Yeh Hai Aashiqui Lyrics (ये है आशिक़ी) – Title Song | Mohit Chauhan & Neeti Mohan

Yeh Hai Aashiqui Lyrics Besharmiyan barbaadiyaan Hai ishq ki shaitaniyaan Ye fitoor jo sar pe sawaar ho Jeena bhi phir dushvaar ho Kiski majaal koi rok de Kiski majaal koi tok de Ishqe junoon, rukhe nahi Hai bawari yeh aashiqui Gustaakh si yeh aashiqui Bebaak si yeh aashiqui Badi hai ajab kaisi yeh talap Hai yeh aashiqui Ziddi badi badi sarfiri Hai yeh aashiqui Hota hain yun iska asar Duniya jahan ki na khabar Majhab yahin khuda yahi Hai bawari yeh aashiqui Gustaakh si yeh aashiqui Bebaak si yeh aashiqui Bekhauf si yeh aashiqui.. ashiqui.. Jo ye rang chadhe Jo ye sang chale Toh kya fikar koi, kya kahen Yeh woh aag hai, jo na bujh sake Aisi baarishein, jo na tham sakein Ishqe junoon, rukhe nahi.. Hai bawari yeh aashiqui Gustaakh si yeh aashiqui Bebaak si yeh aashiqui Bekhauf si yeh aashiqui (Yeh aashiqui baawri Yeh aashiqui gustaakh si..) ये है आशिक़ी Hindi Lyrics बेशर्मियाँ बरबादियाँ हैं इश्क़ की शितानियाँ ये फितूर जो, सर पे सवार हो जीना भी फिर, द...

Aap Se Milkar Lyrics (आप से मिलकर) – AndhaDhun | Ayushmann Khurrana & Aakanksha Sharma

Aap Se Milkar Hindi Lyrics Sadiyon ki mad-hoshiyon se Soya dil jagaa haan haan.. Halki si sarghoshiyon se Qismat ka taala khula haan haan Jo ho raha tha sachcha laga Haan laga Aap se milkar achcha laga Aapse milkar achcha laga Aap se milkar achcha laga Achcha laga x (2) Hoye tuk tuk laga kar Single banakar Jawani ka over ghuzarta raha x (2) Aap mile to chhakka laga Aap mile to chhakka laga Haan laga Aap se milkar achcha laga Aapse milkar achcha laga Aap se milkar achcha laga Achcha laga x (2) Song Credits: Song:  Aap Se Milkar Movie:  AndhaDhun Singers:  Ayushmann Khurrana, Aakanksha Sharma Musicians:  Amit Trivedi Lyricists: Jaideep Sahni Aap Se Milkar Lyrics from AndhaDhun is sung by Ayushmann Khurrana & Aakanksha Sharma. Its music is composed by Amit Trivedi and lyrics are written by Jaideep Sahni. Get lyrics and video of this song here.   from Lyrics – CosmoLyrics https://ift.tt/2HEwkXo via IFTTT

O Meri Laila Lyrics (ओ मेरी लैला) – Laila Majnu | Atif Aslam & Jyotica Tangri

O Meri Laila Hindi Lyrics Patta annaro ka Patta chanaro ka Jaise havayon mein ! Aese bhata’ta hu Din raat dikhta hu Main teri raahon mein Merey gunaahon mein Merey sawaabon mein Shaamil tu… Bhuli athanni si Bachhpan key kurtey Mein se mil tu.. Rakhu chhupa key main Sabhse oh laila Maangu jamaanein se Rabbse oh laila Kabse main tera Hu Kabse tu Meri, Laila aa.. Teri tallab ki Haa Teri tallab hae Tu hi toh sabh thi haa Tu hi toh sabh hai ae… Kabse main tera Hu Kabse tu Meri, Laila aa.. O meri laila laila Khuyaab tu hey paihla Kabse main tera hu Kabse tu meri laila.. Maangi thi, duyaaen joh Unka hi, assar Hai, Hum sath hain ae ! Nanh yaha dikha wah hai Nanh yaha buneyadi Jazzbaat hai Yahan pe bhi tu Huroun se jiyaada hasin Jaani dono jahaano mein Tum’sa nayin Jeet lee hain aakhir mein ae.. Hum dono nein yeh baaziy’an.. Rakhu chhupa key main Sabhse oh laila Maangu jamaanein se Rabbse oh laila Kabse main tera Hu Kabse tu Meri, Laila aa.. Teri t...